Shayari Hindi Biography
Source(google.com.pk)
Najro Se Jab Najar Ka Taqrar Hota Hai;
Her Morh Pay Kisi Ka Intezaar Hota Hai;
Dil Rota Hai Zakahm Haste Hai;
Shayad Isi Ka Naam Pyar Hota Hai!
In Ko Nasir Na Kabhi Ankh Se Girne Dena;
Un Ko Lagte Hain Meri Ankh Mein Pyare Aansu
Tees Uthi Thi Na Anso Thy Rawan;
Dar Pay Unwan Tha Meri Tarha!
Awwal Hamad Khuda Da Vird Kariye;
Ishq Kita Su Jag Da Mool Mian;
Pehlaan Aap Hi Rabb Ne Ishq Kita;
Te Mashooq He Nabi Rasool Mian!
Bohat Aaraam Karna Chahti Hun;
Yehi Ek Kaam Karna Chahti Hun;
Shaoor-E-Aagahi Ek Almiaa Hai;
Ise Neelaam Karna Chahti Hun;
Mein Apni Umer Ke Saaray Asaasay;
Tumhaaray Naam Karna Chahti Hun;
Tumharay Khaima-e-Khushbuu Mein Reh Kar;
Mein Subaah-O-Shaam Karna Chahti Hun;
Charaaghon Se Hawaa Ki Dushmani Hai;
Ise Naakaam Karna Chahti Hun!
Tujh Se Bicharr Ke Hum Bhi Muqaddar Ke Ho Gaye;
Phir Jo Bhi Dar Mila Hai Ussi Dar Ke Ho Gaye!
Khulta Kisi Pay Kya Mery Dil Ka Muamla;
Shairon K Intekhab Nay Ruswa Kia Mujhy
Hum Bhi Hon Ge Ap Ke Dil Mein Magar;
Magar Ik Bhoolay Huye Qissay Ki Tarah;
Kabhi Jo Na Baant Pao Ge Dard To Yaad Aaunga;
Hum Tum Jo They Aik Jism Ke Hissay Ki Tarah!
Shyahi Lahu Di Kalam Ch Bharda Na;
Je Hath Vich Naam Tere Di Lakeer Hundi;
Eh Dard Kise To Ki Puchna;
Har Ashiq Di Eh Jageer Hundi!
Khulta Nahin Hai Hal Kisi Par Kahe Bagair;
Par Dil Ki Jan Lete Hain Dilbar Kahe Bagair;
Main Kyunkar Kahun Tum Ao K Dil Ki Kashish Se Wo;
Ayenge Daure Ap Mere Ghar Kahe Bagair;
Kya Tab Kya Majal Hamari K Bosa Len;
Lab Ko Tumhare Lab Se Milkar Kahe Bagair;
Bedard Tu Sune Na Sune Lek Dard-e-Dil;
Rahta Nahin Hai Ashiq-E-Muztar Kahe Bagair;
Taqdir K Siwa Nahin Milta Kahin Se Bhi;
Dilawata Ai ?Zafar? Hai Muqaddar Kahe Bagair!
Akal Ayyaar Hai, Sau Bhaiss Bana Leti Hai;
Ishq Bechara Na Mulla Hai Na Zahid Na Hakeem!
Bhooli Huyi Sabaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye;
Tum Se Kahin Milaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye!
Muhabat Kia Hai Do Lafzon Main Tumhe Batata Hoon;
Tera Majboor Kar Dena Aur Mera Majboor Ho Jaana!
Jandi Ae Te Jaye Chahe Meri Jaan Jaye;
Din Ka Sakoon Meri Raat Da Araaam Jaye;
Ik Milda Nai Ohh Jerra Puchda Aye Haal Mera;
Subah Tu Din Tey Jeewain Din Tu Shaam Jaye!
No comments:
Post a Comment